Hello guys kaise hain aap sab umid karta hu ki aap sabhi achche honge. Guys aaj ke is article me hum JCB ke bare me kuch batein janenge jo shayad aap na jante ho kyuki hum apne daily life me kuch na kuch daily dekhte rahte hai. Aaj hum yeh janenge ki JCB peela hi rang ka kyu hota hai, kaala ya fir koi or rang me kyu nahi hota hai. To sabse pahle hum yeh janenge ki JCB ho kis company ne banaya uska owner kaun the or bhi bahut sare batein jo shayad aap naa jante ho or haa haal me hi JCB ki khudai india me kaphi viral hua tha.
Jcb peela kyu hota hai, JCB peela hi colour ka hi kyu hota hai
Jcb ko kis company ne banaya tha?
Guys me aapko bata du ki JCB ko Britain ki Construction acupment company ne ise banaya tha. Jcb ka name iske owner Joseph Cyril Bamford par rakha gya hai.
Jcb peela kyu hota hai?
To guys me aapko bata du ki sabse pahla JCB peela nahi tha use baad me peela rang se paint kiya jane laga kyuki JCB jab construction par ho to saaf saaf dikhai de kyuki peela color dur se hi light deta hai or use dekhne me asani hoti hai or bahut sare vahan hai jise peela color se paint kiya jaata hai jaise ki bas, amb